Apni site ke Google search keword check kaise kare

Anonymous
1

Google search keyword check kaise check karte hi apni site ki iss post me batane wala hu. agar apko apni site ke search keyword ko dekhne hai to iss post me batye gye steps ko follow kare .





Apni website ke search keyword ko check kre aur aap analysis kar skte hi aur apni site ke kaun se keyword google par sabse jyada search kiye ja rahe hi ye bhi pta kar sakte hai .





Site search keywords check kaise kare ke aap unn keywords par focous karke apne blogger ya wordpress site ki perfomance ko better bana sakte hai .To chaliye ab suru krte hi aur jante hai ki site ke google search keyword kaise dekhte hai .









Apni Site ke Google Search Keywords Check Kaise Kare





Google Search Console





Agar aap apni site ko google search console yani ki google webmaster tool me submit kiya hai to isme aap apni website ke search keywords easily find kar sakte hai. iske liye niche diye steps follow kare .





1. Sabse pehle Google search console website open kare .





2. Ab left side menu me Performance option par click kare .





3. Ab thoda scroll down karenge to yha par aapko aapki is site ke search keywords show ho jayenge .





Google Analytics





Agar aapne apne google search console account ko google analytics se connect kiya hi to yha par bhi apni site ke search keyword check kar sakte hai , iske liye niche diye steps ko follow kijye .





  1. 1 . Sabse pehle Google Analytics website ko open kijye .
  2. 2. Ab left side me menu me Aquisation option par click kare .
  3. 3. Ab Kuch or option open honge to yha par search console me click kare .
  4. 4. Iske baad Kuch or option aayenge to isme Queries par click kare .




Yaha par aapka apni site ke search contents show ho jayenge jinka google search performance aap yaha par check kar sakte hai .





Monsterinsight in Wordpress Dashboard





Apne wordpress blog ya site par Monsterinsights plugins install karke aur use apne google analytics accounts se connect karke aap wordpress dashboard me hi google analytics check kar sakte hai aur search keywords ko deh sakte hai iske liye niche diye steps ko follow kare .





1.Sabse phle aap Google analytics plugins install kare .





2. Ab wordpress dashboard me insight option par click kare .





3. Iske baad Report option par click kare .





Yaha par aap apni website ke google search keyword ki report check kar sakte hai .





I hope ab ap samaj gye hoge ki apni website ke google search keyword kaise check kar sakte hai Agar apko ye jankari helpful lagi ho to ise apne friends ke saath share jarur kare aur saath hi mere youtube channel ko bhi subcribe kare





MY YOUTUBE CHANNEL NAME IS TECHNOLOGY TIPS ABHISHEK KO YOURTUBE PAR SEARCH KARE AUR SAATH ME ISKE AGE # JROOR LAGYE AUR SUBCRIBE JROOR KIJYE .






Post a Comment

1 Comments
Post a Comment
'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
To Top