Wordpress Website Me Whatsapp Chat kaise Add Kare ?

Anonymous
0

Wordpress website me chat kaise add kare aaj ki post mein baatne wala hu please read carefully .





Agar apka wordpress blog hai aur aap chate hai ki aapko wordpress blog par kaam karte hue aapko whatsapp par message send kare to us notifications ko wordpress par hi mil jaye to iss trick ko jarur use kare .









Whatsapp ek popular social messaging app ban gyi hai aur iskahmm daily life me use karte hai .aise me aap agar ek blogger hai aur aap wordpress aapko blog hai to ab aap wordpress platform par apna kaam karte hue whatsapp chat bhi kar sakte hai .





Iske liye bus aapko apne wordpress blog me ek plugin install karke activate karne hai jiske baad aap easily wordpress se whatsapp chat ko bhi access kar sakte hai iske liye niche diye steps follow kare .





WORDPRESS WEBSITE ME CHAT KAISE ADD KARE ?





  1. 1. Sabse phle apne wordpress blog me login ho jye .




2. Ab left side menu me Plugins par click kar Add new option par click kare .





3. Iske baad top right hand side me search plugins box par click karke whatsapp search kare .





4. Ab search result me top side me aapko WAme chat plugin show hoga ise aap install karke Active kar dijye .





5. Ab plugin section me ye plugin add ho jyega yaha par aapko iske niche setting par click karna hai .





6. Iske baad top side me Telephone option ke samne apna whatsapp number enter kare .





7. Aur finally bottom side me Save changes ke button par click kar dijye .





Lijye aapka kaam ho gya ab aapke blog or wordpress site par koi bhi visitor visit karenge to unko bottom side me whatsapp icon button show hoga jis par click karke vo direct aap se whatsapp par chat kar skte hai .





I hope apko ab smaj aa gya hoga ki kaise hm Wordpress website Me whatsapp chat kaise add kare lekin apko ye meri site par abhi nhi dikhega lekin me apko promise krta hu ki bhut jald apko ye button meri site me dikhega agar article acha loga to apne friends ke saath jrror share kijye aur hmara yourtube channel jroor subcribe kijye .





MY YOUTUBE CHANNEL NAME IS # TECHNOLOGYTIPSABHISHEK please search and subcribe my channel .


Post a Comment

0 Comments
Post a Comment (0)
'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
To Top