Blogger Par Banaye Blog Ka SEO Kaise Kare : Edition 2020

Anonymous
0

Hello Friends aaj Mai aaps abhi Ko Batane Wala Hu Ki Blogger Par Banaye Blog Ka SEO Kaise Kare Jisse ki Aapki Website Google Mai First Rank Kare Puri Janakari aap sabhi Ko Is Post Mai Mil Jayegi TO agar aap sabhi bhi Janna chate ho to Is Post Ko Pura Read kariyega. So Friends Chaliye Aaj Kuch Nayya Jan lete Hai.





Dosto Kisi Bhi Website Jo New Banayi Jati hai Uska Seo karna bahot ji jaruri Hota Hai. to agar aap sabhi Nai Abhi Tk apni website ka Seo nahi Kiya Hai. to aaj mai aaps bhi ko In details Mai batane wala hu ki kaise aap sabhi apni website ka seo kar skte ho Jisse ki aapki website kisi Ek Keywords Jis par aap apni website ko Rank Karana CHahto ho aasani se rank kar jaye aap sabhi ko Bhi Organic Traffic aaye. To chaliye Friends AB mai aaps abhi Ko Batata Hu Ki Kaise aap sabhi Ko Apni website Par Seo karna hai.





What Is SEO





Seo Kya Hai Or Kaise Kam karta hai agar aaps abihi janna chahte ho to aap sabhi ko niche mai ek Post ka link de raha hu. jisme maine sari jankar de rahi hai related to SEO.





Iske Alava agar aaps abhi SEO Se Judi Or Bhi Jyada Janakari Janna chate ho to aap sabhi ko niche Link Mil Jayega Us Par click karke jan skte ho.





Learn About SEO – http://abhitiwari.in/what-is-seo-and-how-it-is-done-type-of-seo-full-guide/





SEO Details Articles –http://abhitiwari.in/category/seo/





Blogger Par Banaye Blog Ka SEO Kaise Kare





To Dosto Ab Mai aaps abhi Ko Batata Hu KI Blogger Par Banaye Blog Ka SEO Kaise Kare. Abhi TK Maine apa sabbhi Ko bataya ki Seo Kya hota Hai jinko Nahi pata Hai Vo read kar skte hai Post ka link maine aaps abhi ko niche de diya Hai. Dosto Jaisa Ki Maine aaps abhi Ko Batay Ki Ek Blog website ke liye SEO bahot hi jaruri hota hai.





Friends Blogger Mai SEO Kai name Par Khali Title, Description, Or Meta Teg Hota Hai. To aap sabhi Agar apni website ko Blogger Par Banaye Ho to aaps abhi ko In ko Bahot Hi Badhiya Tariko se Bharna Hota Hai Jisse ki aapki website Rank kare. Ab Mai aaps abhi ko batata hi Ki aap sabhi ko Title, Description, Or Meta Teg Kaise dalna chahiye.





Blogger Par Banaye Blog Ka SEO Kaise Kare
Blogger Par Banaye Blog Ka SEO Kaise Kare




Title





Tosto agar aap sabhi Kisi Micro Nice Blog par Kam kate Ho to aap sabhi ko Kisi Ek Keywords Kai Hisab se Hi apne Blog Ka Title Rakhana Hota Hai Iske sath hi aap sabhi Ko Us Keywords se Related hi aapko Domain Kharidna hota Hai. Aise Mai aaps abhi ko Apni Title Ko Aisa Rakhan hota Hai Ki Jo bhi User Usse Dekhe Use par Click karke aapki website par aajaye.





Description





Dosto Title Kai Sath Hi Ek Blog Website Kai Liye Discription Bhi Bahot Hi Jaruri Hota Hai Ab Mia aaps abhi Ko Batata Hu Ki aaps abhi ko yaha par Kya dalna Hota hai jisse ki aapki website achi rank kare. 





Friends Description Mai aaps abhi ko Jobhi aap Jis Bhi Keywords Par Work kar rahe ho Usse Cover karte hua aap apni website par kya Jankari dete ho yai aaps abhi ko dalana Chahiye Or Isme aaps abhi ko APna Title Bhi Cover karna chahiye.





Meta Tag





Dosto Blogger Par sabse Jyada Important Kuch Hota hai To Vo Hai Meta Tag To aap sabhi Ko Apni website Par Meta Tag Bhi Dalna Chahiye Is. Friends Meta Tag ka Option aap sabhi Ko Blogger Mai Setting Mai Mil Jayega aap sabhi ko Isse sabse Pahle Enable Karna Hota Hai Iske bad aaps abhi Ko Yaha par bhi Main Keywords ka Use Karna hai Jis par aap sabhi apni website Ko Rank karna hcahte ho. Bus Yai Hi setting aap sabhi ko apne Blogger Ki Blog wesbite par karni Hoti hai.





Robot txt





Add This Robot txt File In Your Blog Website.





  User-agent: Mediapartners-Google
Disallow:
User-agent:
Disallow: /search
Allow: /
Sitemap: Your Website SiteMap




Ads.txt





Apni Blogger Website Mai aap sabhi ko ads.txt File Add karna bhi bahot hi jyada jaruri hota hai agar apa aisa nhi karte ho to aapki adsense account mai bahot sare error aapko dekhne ko mil jayenge.





 google.com, YOUR PUBLISHER ID , DIRECT, f08c47fec0942fa0 




Meta Tags Html





Friends aap sabhi logo ko apni blog website kai liye Metatag Html mai generate karke apni blog kai html ke head mai dalna bhi bahot hi jyada jaruri hota hai agar aps abhi log aisa nhi karte ho to isse bhi aapki renking mai bahot jyada effect badta hai.





About The Post





Friends Aaj Maine aap sabhi Ko Batay Hai Ki Blogger Par Banaye Blog Ka SEO Kaise Kare. agar aap sabhi Ko yai Post Achi Lagi ho to isse Share Karna Na bhule Iske sath hi Friends aap sabh ko Agar Kuch bhi Problem Hoto Niche Comment kare Mai aapke Comment ka Answer Dunga.


Post a Comment

0 Comments
Post a Comment (0)
'; (function() { var dsq = document.createElement('script'); dsq.type = 'text/javascript'; dsq.async = true; dsq.src = '//' + disqus_shortname + '.disqus.com/embed.js'; (document.getElementsByTagName('head')[0] || document.getElementsByTagName('body')[0]).appendChild(dsq); })();
To Top