Facebook Profile Picture Guard Kaise Use Kare
But aaj 2018 pe facebook pe jitne bhi users hai unke liye ye features available hai. Aaj hum aapko iss article mein ye banate wale hai ki facebook profile picture guard ko kaise use kare apne facebook profile pe?
Facebook Profile picture guard को कैसे एक्टिव करे
- Step-1
Sabse pehle aap apne facebook account login kar le agar aapka facebook pe account nahi hai to yeha click kar Facebook singup kar le
- Step-2
Facebook account login ho jane ke baad aap apne facebook profle pe jaye.
Profile pe login ho jane ke baad aapko aapke profile pic ke thik down pe aapko “TRY THE PROFILE PICTURE GUARD” Option pe click kare.
- Step-3
Ab aapke samne Help secure your Profile picture ka ek window aayega jaha aapko down pe aapko Next ka option milega. Jispe aapko click karna hai.
- Step-4
Next pe click karne ke baad aapke samne aur ek window open ho jayega jaha pe aapko aapke profile pic secure ka ek preview dikhayega. Bas aapko waha pe save button par click kar dena hoga.
Save pe click karne ke baad aapka facebook profile secure ho jayega.
Hai na bahut aasan facebook profile picture ko secure karna agar aap sabko ye article pasand aaye to zaroor share karne aur kahi samajhne mein problem ho to iss post pe comment kare hum aapki help zaroor karenge.